Tuesday, 19 April 2011

'''''''''दास्तां'''by Sukamaari Arora on Saturday, April 16, 2011 at 9:02am

'''''''''दास्तां'''

by Sukamaari Arora on Saturday, April 16, 2011 at 9:02am


'''''''''''दास्तां''''''''
दास्तां बयाँ kartey kartey wo jo muskra diya
uski is baat ne mujh ko  rula diya

uth raha tha dhuan dard ka unki baaton se
lag raha tha usne kuchh khaas gwan diya
awaaz me dard tha aankho me thee nami
kah raha thaa wo usne sab kuch bhula diya
jaane kya shikwe the uske logo ke saath
jo tanhiyon ke shahr me khud ko basa liya
kise fursat thee jo pakad leta uska haath

----------------sukamaari//////15.4.2011////18.00

No comments:

Post a Comment